Sajda.e.sahu kab Wajib hota hai?

Sajda.e.sahu kab Wajib hota hai?


Wajbat Nimaz mein se jub bhi koi Wajib sahuwan tark ho jaye to Sajda.e.sahu Wajib ho ga, yuhein kisi Wajib ki takheer, ya rukan ki taqdeem ya takheer ya is ko muqarar karna ya Wajib mein taghayyar ke yeh sb tark.e.wajib hein aur in mein sajda.e.sahu wajib hai aur aik Nimaz mein chand wajib tark ho jaein to wohi do sajday sb ke liay kafi hein. Book: Hamara Islam Tasneef: Hazrat Ilama Mufti Muhammad Khaleel Khan Barqati

Post a Comment

Thanks for comment

To be published, comments must be reviewed by the administrator *

Previous Post Next Post