Sajda-e-Sahu kissy kehte hein?
Wajbat Nimaz mein se jub koi wajib bhole se reh jaye to us ki talafi yahni islah ke liay ke Nimaz Drust Ho Jaye Shariat ne do Sajde muqarar kiay hein, unheinh Sajda-e-Sahu kaha jata hai, yahni woh Sajde jo Sahu ki talafi kar de, Lihaza agar Qasdan Wajib tark kia jaye to sajda-e-sahu se woh Nuqsan rafah na ho ga balke Aada wajib ho ga.
Book: Hamara Islam
Tasneef: Hazrat Ilama Mufti Muhammad Khaleel Khan Barqati
Comment for correction if any body have dout.
ReplyDeletePost a Comment
Thanks for comment