Sajda.e.sahu kab Wajib hota hai?
Wajbat Nimaz mein se jub bhi koi Wajib sahuwan tark ho jaye to Sajda.e.sahu Wajib ho ga, yuhein kisi Wajib ki takheer, ya rukan ki taqdeem ya takheer ya is ko muqarar karna ya Wajib mein taghayyar ke yeh sb tark.e.wajib hein aur in mein sajda.e.sahu wajib hai aur aik Nimaz mein chand wajib tark ho jaein to wohi do sajday sb ke liay kafi hein.
Book: Hamara Islam
Tasneef: Hazrat Ilama Mufti Muhammad Khaleel Khan Barqati
إرسال تعليق
Thanks for comment