Har Kisi Ko Dunia Mein Shohraten Nhi Milti

"CHAHTEN"


Dukhy Ghazals, Sad Ghazals
Har Kisi Ko Dunia Mein Shohraten Nhi Milti,

Zindagi K Lamhon Ki Qeematen Nhi Milti,

Fatah Ki Khwaish Mein Amal B Toh Lazim Hy,

Sirf Kuch Iradon Se Manzalein Nhi Milti,

Faislay Ye Chahat K Asmano Pe Hote Hain,

2 Dilon K Milne Se Qismaten Nhi Milti,

Deen Or Dunia Ko Sath Rakhna Parta Hy,

Masjidon Mein Rehne Se Jannaten Nhi Milti,

Mana K Is Zamanay Mein Or B Hain Hum Jese,

Magr Har Kisi ko Hum Jesi "CHAHTEIN" nahi milti.

Post a Comment

Thanks for comment

To be published, comments must be reviewed by the administrator *

أحدث أقدم