Nimaz mein Farz ya sunnat tark ho jaye to Sajda.e.sahu hai ya nhi?
Farz tark ho jane se Nimaz jati rehti hai, Sajda sahu se is ki talafi nhi ho sakti lihaza phr parhiay aur sunan o mustahibbat maslan Taooz, Tasmia, Ameen, Takbeerat.e.intaqal aur tasbihat.e.rukuh o sajood ke ue tark se b sajda sahu nhi Nimaz ho gai Magar Aada mustahib hai, Sahuan tark kya ho ya qasdan.
Book: Hamara Islam
Tasneef: Hazrat Ilama Mufti Muhammad Khaleel Khan Barqati
Post a Comment
Thanks for comment