Eid ai to khayal aya hamain ^ Eid Ghazals

Eid ai to khayal aya hamain

Jane kab bichray huwe log milay

Jee main atay hai abhi tum se kahain

Eid ka chand mubarak ho tumhain

Hum hain khamosh hamain dar hai yehi

Lab khulain gay to pukarain gay tumhain

Tum ko dekhay huwe sadiyan biti

Tum se kehna hai yehi ajj hamain

Maangna bhool na jana hum ko

Chand ko dekh kay gar hath othain  !!!!

Post a Comment

Thanks for comment

To be published, comments must be reviewed by the administrator *

Previous Post Next Post